Bhootiya School , Bhoot Ka Khauff

Bhootiya School , Bhoot Ka Khauff.

Bhootiya School


Bahut se jagah aise hote hain. Jaha par kuchh ghatna ghatne lagte hain. Bhale hi waha par kuchh na ho koi na dikhta ho. Par kisi ki maujudgi ka ehsaas hota hain. Koi to hain. Aisa lagta hain. Kuchh adrishya takat apne hone ka ehsaas dila raha hain. Wo aas paas hi hain. Par dikhta nahi hain. Ek school bhi aisa hi hain. Main jis school me padta tha. Us school ka ek room aisa hi tha. Jaha par kuchh harkat aisa hota tha. Jis se pata chalta ki is class me koi hain. Bhootiya school.

Padhe :-Khoon Ki Pyasi Chudail , Ek Chudail Ki Kahani.

Par aasani se najar nahi aata tha. Mere do doston ne us takat ko dekha tha. Wo bhi bahut karib se. Jiske bare me aaj main yaha likh raha hoon. Log kahte hain. Bhoot pret har kisi ko najar nahi aate hai. Par kisi kisi ko hamesha najar aate hain. Wo hamare aas paas hi hain. Par hamari aankhe unhe dekh nahi pati hain. Jis tarah ham hawa ko dekh nahi pate hain. Sirf mahsus karte hain. Usi tarah bhoot pret bhi hote hain. Jise ham dekh nahi pate hain. Par kabhi kabhi mahsus kar lete hain.

Padhe :-Andhere Me Chudail Ki Aahat , Chudel Ki Kahani.

Jiska parchhai halka hota hain. We log bhoot pret ko dekh lete hain. Unhe bhoot badha hone ka khatra bhi rahta hain. Halke parchhai wale ka dil bahut hi najuk hota hain. Kisi bhi chij se turant ghabra jate hain. Bhoot pret ko kya chahiye sirf insaan ke andar ka darr. Jo darr gaya use bhoot aur bhi dara dete hain. Unhe bhoot pakad bhi leta hain. Par bhoot pret jaisi takat hote hain.

Padhe :-Ajib Si Ghabrahat , Bhoot Pret Ki Kahani.

Bhootiya school bhi aisi hi jagah tha. Har kisi ko bhoot najar to nahi aaya. Par uska ehsaas har kisi ko ho gaya. Har koi jaan gaya ki is class me jarur koi hain. Ham sabhi us waqt school me padha karte the. School me mera bahut se dost bhi the. Ham sabhi sath me padhai karte the. Jis class me ham padhte the. Wo class kuchh ajab tarah ka tha. Koi halchal jo barabar hota rahta tha.

Padhe :-Raste Me Betal , Ek Betal Ki Kahani.

Koi roohani halchal. Class khatm hua sabhi apne apne ghar aa gaye. Par subah jab class khulta. To us waqt sabhi desk apne jagah se hile hue milta. Kabhi kabhi to class ka saman bhi idhar udhar mil jata. Jis se sabhi ko shaq ho jata ki is jagah kuchh hua tha. Jab class khatm ho jata to school ka peon sabhi class me tala laga deta. Par waha kuchh to jarur tha.

Padhe :-Bhootiya School , Bhoot Pret Chudail Ki Kahani.

Ek baar ki baat hain. Ham sabhi dost class se bahar nikle aur maidan me khelne chale gaye. Wo game ka ghanti tha. Sabhi bachche khelne gaye hue the. Main bhi maidan me khel raha tha. Class bilkul khali tha. Koi bhi waha nahi tha. Tabhi mere class ke do ladke ka khel me mann nahi laga. We soche ki chal kar class me baitha jaye. Aapas me baat karne ke liye class ki taraf chal diye.

Padhe :-Jinn Baba Ka Sthan , Jinn Jinnat Ki Kahani.

Par jaise hi class ke andar pahuche to dekhe ki class ke andar ek aadmi baitha hua hain. Bahut hi bhayanak aadmi. Jise dekh kar koi bhi darr jaye. Jab un do ladkon ne us bhoot ko dekha to darr gaye. Jo class ke sab se antim desk par baitha hua tha. Wo bhoot un dono ke taraf dekha. Achanak se najar padte hi dono ladke chillate hue class se bahar nikle.

Padhe :-Chamatkari Baba , Ek Baba Ki Kahani.

Un dono ke chillane ki aawaj sun kar aas paas ke class ke sabhi teacher aur student bahar nikal gaye. Sabhi sochne lage ki achanak se kya ho gaya. Jo ye dono itni jor se chilla rahe hain. Jab un dono se puchha gaya. To unhone bataya ki class ke andar bhoot hain. Un dono ki baat par kisi ko yakin nahi hua. Sabhi class ke andar ja kar dekhe. Par waha par koi bhi nahi tha.

Padhe :-Jinn Jinnat Ki Kahani, Jinn Jinnat Ki Duniya.

Bhoot pret to sirf ek chhalawa hote hain. Jo palak jhapakte hi gayab ho jate hain. Par bhoot ka darr un dono par hawi ho chuka tha. Darr se dono kanp rahe the. Kyu ki unhone bhootiya school ka bhoot dekha tha. Bhoot ne bhi un dono ki dekha tha. Wo bhi bilkul paas se. Darr se un dono ka halat kharab tha. Sabhi ne class ke andar ja kar dekha to andar me koi bhi nahi tha. Ham sabhi bhi khel khel kar wapas aa gaye.

Padhe :-Tantra Vidya Ka Asar , Jadu Tona Ki Kahani.

Ab class me halla ho gaya ki yaha bhoot hain. Par teacher is baat par bishwash nahi kiye. Ham sabhi apne apne ghar chale gaye. Us din ke baad se we dono ladke school aana chhod diye. Koi school nahi aaya. Balki bhootiya school se naam kata kar dusre school me naam likhwa liye. Ham sabhi school aane lage. Par sabhi ko bhootiya school se darr lagta tha.

Padhe :-Chudail Ya Kuchh Aur ? chudail Ki Kahani.

Ek din school ke peon ne hame bataya ki. Jis class me ham sabhi padhte hain. Us class me bhoot hain. Jab chutti ho jata hain aur wo sabhi class ko band kar deta hain. To aisa lagta hain ki koi class ke andar se darwaja khat khata raha hain. Night me jo guard rahta hain. Wo to galti se bhi round par nahi nikalta hain. Ham sabhi jaan chuke the ki ye ek bhootiya school hain.

Padhe :-Ghadi Ka Sui, Bhoot Ki Kahani.

Par uski gatiwidhi to hame pata tha. Lekin kabhi bhootiya school ke bhoot ko nahi dekha.

Padhe :-Kaam Wali Reja Ka Bhoot, Chudail Ki Kahani.

Padhe :- Do Saheli, Darawni Kahani.

Padhe :- Aamavas Ki Raat, Dayan Ki Kahani.

Padhe :-Bharat Ka Bhutiya Railway Station.

Padhe :-Bhatakta Fakir, Ek Fakir Ki Kahani.

Padhe :-Jinnat Ki Duniya,

Padhe :-Khoon Ki Pyasi Dakini.

Padhe :-Laash Ne Daudaya, Bhoot Ki Kahani.

Padhe :-Machhli Bhat, Chudail Ki Kahani.

Padhe :-Jinn Jinnat Ki Kahani.

Padhe :-Kya Aatma Hoti Hain.

Padhe :-Rani Pokhar, Horror Story.

Padhe :-Kabr Ki Mitti, Kabr Ki Mitti Churane Se Kya Hota hain.

Padhe :-Roohani Takat, Bhoot Ki Kahani.

Padhe :-Kya Aatma Amar Hain.

Padhe :-Belgagra Machhli, Bhoot Ki Kahani.
Padhe :- Bhoot Ka Aawaz, Bhoot Ki Kahani.

Padhe :- Gehuman Saanp, Ek Saanp Ki Kahani.

Padhe :- Aaina Ek Bharm, Bhoo tKi Kahani.

Padhe:- Raste Ki Chudail, Chudel Ki Kahani.

Padhe:-Lamba Saya, Jinnat Ki Kahani.

Padhe:- Sui Dhaga, Chudel Ki Kahani.

Padhe:- Ulta Pair, Chudel Ki Kahani.

Padhe:- Khooni Talab , Bhoot Ki Kahani.